हिंदी शायरीSad Shayari

Best 45+ Lamhe Shayari | Miss You Love Line

Lamhe Shayari:- सर्वश्रेष्ठ लम्हा शायरी खोज रहे हैं? फिर यहाँ हमारे पास हिंदी लम्हा शायरी और स्टेटस का सबसे अच्छा संग्रह है।हमने लम्हा शायरी स्टेटस भी प्रदान किया है जिसे आप इन लम्हा शायरी को अपने दोस्तों के साथ डाउनलोड और साझा कर सकते हैं।

Lamhe Shayari – अनमोल लम्हे शायरी

beete lamhe shayari, khubsurat lamhe shayari

Siyasat Ko Lahoo Peene Ki Lat Hai,

Varna Mulk Mein Sab Khairiyat Hai.

सियासत को लहू पीने की लत है,

वरना मुल्क में सब ख़ैरियत है।

खूबसूरत लम्हे

Hum To Shayar Hain Siyasat Nahi Aati Humko,

Humse Munh Dekh Kar Lehja Nahi Badla Jata.

हम तो शायर हैं सियासत नहीं आती हमको,

हम से मुँह देखकर लहजा नहीं बदला जाता।

fursat ke lamhe shayari, kuch lamhe shayari

Ai Siyasat Tu Ne Bhi Iss Daur Mein Kamal Kar Diya,

Gareebon Ko Gareeb Ameeron Ko Maala-Maal Kar Diya.

ऐ सियासत तूने भी इस दौर में कमाल कर दिया,

गरीबों को गरीब अमीरों को माला-माल कर दिया।

Welcome Shayari in Hindi

Iss Daur-e-Siyasat Ka Itna Sa Fasana Hai,

Basti Bhi Jalani Hai Maatam Bhi Manana Hai.

इस दौरे सियासत का इतना सा फ़साना है

बस्ती भी जलानी है मातम भी मनाना है।

प्यार के खूबसूरत लम्हे शायरी हिंदी

beete hue lamhe shayari

Haal-e-Dil Apna Kya Sunaayein Aapko,

Gham Se Baatein Karna Aadat Hai Humari,

Log Marte Hain Sirf Ek Baar Sanam,

Roj Pal-Pal Marna Kismat Hai Humari.

Lamha Status In Hindi

हाल-ए-दिल अपना क्या सुनाएं आपको,

ग़म से बातें करना आदत है हमारी,

लोग मरते हैं सिर्फ एक बार सनम,

रोज पल-पल मरना किस्मत है हमारी।

Siyasat Ki Dukaano Mein Roshni Ke Liye,

Jaroori Hai Ke Mulk Mera Jalta Rahe.

सियासत की दुकानों में रोशनी के लिए,

जरूरी है कि मुल्क मेरा जलता रहे।

haseen lamhe shayari

Kaun Andaza Mere Gham Ka Laga Sakta Hai,

Kaun Sahi Raah Dikha Sakta Hai,

Kinaare Walo Tum Uska Dard Kya Jaano,

Doobne Wala Hi Gehraai Bata Sakta Hai.

कौन अंदाजा मेरे ग़म का लगा सकता है,

कौन सही राह दिखा सकता है,

किनारे वालो तुम उसका दर्द क्या जानो,

डूबने वाला ही गहराई बता सकता है।

Read Sad Shayari in Hindi

Siyasat Iss Kadar Aawam Pe Ehsaan Karti Hai,

Aankhein Chheen Leti Hai Fir Chashme Daan Karti Hai.

सियासत इस कदर अवाम पे अहसान करती है,

आँखे छीन लेती है फिर चश्मे दान करती है।

बीते हुए लम्हों पर शायरी – Lamha Romantic Shayari

guzre lamhe shayari in urdu

Khareed Lenge Sabki Saari Udaasiyan Dosto,

Sikke Humare Mijaaz Ke Chalenge Jis Roz.

खरीद लेंगे सबकी सारी उदासियाँ दोस्तों,

सिक्के हमारे मिजाज़ के, चलेंगे जिस रोज।

Lamhe shayari in hindi

Inn Se Umeed Na Rakh Hain Ye Siyasat Wale,

Ye Kisi Se Bhi Mohabbat Nahi Karne Wale.

इन से उम्मीद न रख हैं ये सियासत वाले,

ये किसी से भी मोहब्बत नहीं करने वाले।

kuch lamhe shayari in urdu

Sahi Waqt Par Karwa Denge Hadon Ka Ahsaas,

Kuchh Talaab Khud Ko Samandar Samajh Baithhe Hain.

सही वक्त पर करवा देंगे हदों का एहसास,

कुछ तालाब खुद को समंदर समझ बैठे हैं।

FB Attitude Status Boy

Ghamza Nahi Hota Ki Ishara Nahi Hota,

Aankh Unse Jo Na Milti To Kya-Kya Nahi Hota.

ग़म्ज़ा नहीं होता कि इशारा नहीं होता,

आँख उनसे जो मिलती है तो क्या-क्या नहीं होता।

फुर्सत के लम्हे शायरी – Haseen Lamhe Shayari

khushi ke lamhe shayari

Kya Husn Ne Samjha Hai, Kya Ishq Ne Jaana Hai,

Hum Khak-Nashinon Ki Thhonkar Mein Zamana Hai.

क्या हुस्न ने समझा है, क्या इश्क ने जाना है,

हम खाक-नशीनों की ठोंकर में ज़माना है।

Listen to Lamhe Shayari in Hindi

Ab To Ishq-e-Butaan Mein Zindgaani Ka Maza,

Jab Khuda Ka Saamna Hoga To Dekha Jayega.

अब तो है इश्क़-ए-बुताँ में ज़िंदगानी का मज़ा,

जब खुदा का सामना होगा तो देखा जाएगा।

chand lamhe shayari in hindi

Chaal Mast, Najar Mast, Adaa Mein Masti,

Jab Wo Aate Hain Loote Huye Maikhane Ko.

चाल मस्त, नजर मस्त, अदा में मस्ती,

जब वह आते हैं लूटे हुए मैखाने को।

Instagram Post Shayari

Ishq Ke Izhaar Mein Har Chand Rushwayi To Hai,

Par Karoon Kya Ab Tabiyat Aap Par Aayi To Hai.

इश्क़ के इज़हार में हर चंद रुस्वाई तो है,

पर करूँ क्या अब तबीअत आप पर आई तो है।

Akhri Lamha Shayari – यादगार लम्हों पर शायरी

aakhri lamhe shayari

Ye Keh SitamGar Ne Zulfon Ko Jhatka,

Bahut Din Se Duniya Pareshan Nahi Hai.

ये कह सितमगर ने ज़ुल्फ़ों को झटका,

बहुत दिन से दुनिया परेशाँ नहीं है।

New Lamha Status

Seene Se Lagayein Tumhein Armaan Yahi Hai,

Jeene Ka Maza Hai To Meri Jaan Yahi Hai.

सीने से लगाएँ तुम्हें अरमान यही है,

जीने का मज़ा है तो मिरी जान यही है।

anmol lamhe shayari

Achchhe Lage Tum So Hum Ne Bata Diya,

Nuksan Ye Hua Ke Tum Magroor Ho Gaye.

अच्छे लगे तुम सो हम ने बता दिया,

नुकसान ये हुआ कि तुम मगरूर हो गए।

Hart Line Shayari

Mere Hawaas Ishq Mein Kya Kam Hain Muntshir,

Majnoo Ka Naam Ho Gaya Kismat Ki Baat Hai.

मेरे हवास इश्क़ में क्या कम हैं मुंतशिर,

मजनूँ का नाम हो गया किस्मत की बात है।

Lamhe Shayari – लम्हें शायरी

beete lamhe shayari image

वो कुछ मुस्कुराना वो कुछ झेंप जाना,

जवानी अदाएँ सिखाती है क्या-क्या।

Wo Kuchh Muskurana Wo Kuchh Jhhenp Jana,

Jawani Adaayein Sikhati Hai Kya-Kya.

2 line lamhe shayari – Beautiful Lamhe Quotes

Ye Dilbari Ye Naaj Ye Andaaz Ye Jamaal,

Insaan Kare Agar Na Teri Chaah Kya Kare.

ये दिलबरी ये नाज़ ये अंदाज़ ये जमाल,

इंसाँ करे अगर न तिरी चाह क्या करे।

beete lamhe yaad aate hai shayari

Unke Husn Ka Aalam Na Puchhiye,

Bas Tasvir Ho Gaya Hoon Tasvir Dekh Kar.

उनके हुस्न का आलम न पूछिये,

बस तस्वीर हो गया हूँ तस्वीर देखकर।

Kiss लव स्टोरी Romantic शायरी

ilaahi Kaisi Kaisi Sooratein Tu Ne Banayi Hain,

Ki Har Soorat Kaleje Se Laga Lene Ke Kabil Hai.

इलाही कैसी कैसी सूरतें तू ने बनाई है,

कि हर सूरत कलेजे से लगा लेने के क़ाबिल है।

सुनहरे पल शायरी – Best Lamhe Shayari

dard bhare lamhe shayari, lamhe shayari english lyrics

Mujhe Kabool Hai Har Dard

Har Takleef Teri Chahat Mein,

Sirf Itna Bata De,

Kya Tujhe Bhi Meri Mohabbat Kabool Hai?

मुझे क़बूल है हर दर्द,

हर तकलीफ़ तेरी चाहत में..

सिर्फ़ इतना बता दे,

क्या तुझे मेरी मोहब्बत क़बूल है?

Top Lamha Shayari – Lamhe Quotes in Hindi

Taiyar The Namaaz Pe Hum SunKe Zikr-e-Hoor,

Jalwa Buton Ka Dekh Ke Neeyat Badal Gayi.

तैयार थे नमाज़ पे हम सुनके ज़िक्र-ए-हूर,

जल्वा बुतों का देख के नीयत बदल गई।

dard lamhe shayari, lamhe shayari english translation

Jis Dil Pe Na Aayi Chot Kabhi

Wo Dard Kisi Ka Kya Jaane,

Khud Shamma Ko Maloom Nahi

Kyon Jal Jate Hain Parwaane.

जिस दिल पे चोट न आई कभी,

वो दर्द किसी का क्या जाने,

खुद शम्मा को मालूम नहीं,

क्यूँ जल जाते हैं परवाने।

Sad for WhatsApp Status

लम्हे कुछ पल के हो पर याद उम्र भर की होती है

Ishwa Bhi Hai Shokhi Bhi Tabassum Bhi Haya Bhi,

Zalim Mein Aur Ik Baat Hai Iss Sab Ke Siwa Bhi.

इश्वा भी है शोख़ी भी तबस्सुम भी हया भी,

ज़ालिम में और इक बात है इस सब के सिवा भी।

Haseen Lamha Shayari – लम्हे पर कविता

dosti ke lamhe shayari, lamhe shayari english, Lamha Shayari Urdu

Na Kiya Kar Apne Dard Ko

Shayari Mein Bayan Aye Dil,

Kuchh Log Toot Jate Hain,

Ise Apni Daastan SamajhKar.

न किया कर अपने दर्द को

शायरी में बयान ऐ दिल,

कुछ लोग टूट जाते हैं

इसे अपनी दास्तान समझकर।

लम्हे शायरी – Listen to Khubsurat Lamhe Shayari

Os Ki Boondein Phoolon Ko Bhiga Rahi Hain,

Hawa Ki Lehrein Ek Taazgi Jaga Rahi Hain,

Aaiye Aur Ho Jayiye Aap Bhi Ismein Shamil,

Ek Pyari Si Subah Aapko Bula Rahi Hai.

ओस की बूँदें फूलों को भिगा रहीं हैं,

हवा की लहरें एक ताज़गी जगा रहीं हैं,

आइये और हो जाइये आप भी इसमें शामिल,

एक प्यारी सी सुबह आपको बुला रही है।

www.aajnuspecial.in

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *